Imtihan Mein Kamyabi Ka Wazifa

Imtihan Mein Kamyabi Ka Wazifa

Imtahan Mein Kamyabi Ka Wazifa
Imtahan Mein Kamyabi Ka Wazeefa
Imtahan Mein Kamyabi Ka Wazifa In Urdu

Jab question paper aaye to us ko parhan nahi ulta kar k rakh dena hai awal-o-aakhir Durood Sharif parhay (Dorood-e-Ibrahimi) phir 11 baar darj bala kalmat parhein phir 11 martaba parhay Fattahu phir 7 martaba parhay darj bala ayat. Phir 3 martaba Durood Sharif parhay us k baaad question paper hal karna shru karay. Insha Allah ghaibi imdad hogi.

22 comments:

  1. thank u so much i want thisss

    ReplyDelete
  2. ALLAH K QLAM MEIN BOHAT BARQATIN HAIN BEYSHAQ WHI ATA KARNY WALA HAI OR BAR BAR MANGNY PR BAR BAR ATA KRNY SY GURAIZ NAHI KRTA SUBHAN ALLAHA. ALLAHA RABUL IZAT HUM SUB K LEYE QAMYABEYON K DARWAZY KHOLY OR ASSANEA PYDA FARMAI.APP SUB SY GUZARISH HAI K MERY PMS K EXAMES 6TH OF JULY 2012 KO SHURU HONY WALY HAIN MERY LEYE PLEASE KHSOSI DUA KEGYE GA (H.M.P.B.U.H SAYS DUSRO K LEYE DUA KEA KRO SHAYED KISI KI QISMAT TUMHARI DUA SY KHUL JAI)

    ALLAH TALLAHA SUB K LEYE APNI REHMAT K DARWAZY KHOLY OR APNA FAZAL FARMAI AMEN SUMAMEN

    ReplyDelete
  3. thankyou i want these

    ReplyDelete
  4. Mujhy koi bta sakta hy k ya fthahu k bad Kia phardna hy plz tell me from text 03154756548

    ReplyDelete
    Replies
    1. Dear now I have increased the image size, now you can read clearly.

      Delete
  5. Aslam o alaikum mhtrm.. ..kia ap guide kr skty hain ua fattahul mustaaanu alaa parhn gy issy..img ko clear nhi h smjh nhi paa rahi mn k iss mn Arabic word almstaan hai ya almasaan hai plz reply mn mre exams ho rhy hain subah phla ppr hai....lookng for reply...thnku so much

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa Alaikum Assalam!

      11 martaba "Ya Fattahu" parhna hai or is ke baad 7 martaba "Wallahul Musta'anu Ala Ma Tasifoon" parhein.

      Delete
  6. sir mujhe darood shareef to samajh mein aaya lekin uske baad darj fattahu mein kya padhna hai puri jaankari ke saaath reply kariye sir plz help me
    mera exam kal se hai plz help me
    sir

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sab kuch to clear bataya gaya ha kiya confusion ha aap ko?

      Delete
  7. sir jo ap nay dua batai hai paper ko ulta kr kay parhnay ki agr paper ko ulta kr kay parhna start kiya to sara time khatam ho jai ga koi asan sa wazifa bata dain..

    ReplyDelete
  8. sir jo ap nay dua batai hai paper ko ulta kr kay parhnay vali sir agar vo dua start ki to sara time chala jai ga koi asan si dua bata dain plz..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Imtahan mein kamyabi ke liye or hafiza tez karne ke liye har farz Namaz ke baad ye amal karein. Sab se pehle 3 dafa Durood Shareef parhein phir 7 dafa Surah Alam Nashrah parhein or akhir mein dubara 3 dafa Durood Shareef parhein, ye amal aap baqaidgi se karein, Insha Allah aap ke ilm mein bepanah izafa hoga.

      Delete
  9. pleaz dua kijiy ga mere imtehan k liy 24.5.2018

    ReplyDelete