Kheere Ke Faide
cucumber benefits in urdu
kheeray ke fawaid
kheeray ke faide
health benefits of cucumber
health benefits of cucumber
Kheere ke istamal se tezabiyat or ulcer se bachao mumkin hai.
Japan mein ki gai tehqeeq ke mutabiq kheeray mein aesay Vitamins paye jatay hein jo maiday ki jalan, acidity or ulcer se bachatay hein.
Kheeray mein carbohydrates, protein or calcium ka 1 khaas ration mojood hota hai, jis ki waja se maida mein jane wali ghair hazim ghiza or acidity walay ingredients asani se tehleel ho jatay hein or ulcer se bachao mumkin hota hai.
Nihar moo 1 glass kheere ka juice piina na sirf quwat bakhsh hai balkay motapay ko qaboo karne mein bhi madad milti hai.
Kheere mein water ki miqdar ziyada hoti hai jis se body mein water ki miqdar barqarar rehti hai, is mein vitamins ki bari miqdar pai jati hai, jo na sirf dimaghi karkardagi mein tawazun paida kar deti hai balkay is ka regular use depression ki waja se negative asraat murattab nahi hone deta.
Afzaish e husan ke liye chehray par kheeray ka mask kiya jata hai.
Jigar or masane ki garmi door karta hai, masana mein pathri nahi banne deta.
Kheera vitamins or minerals ka 1 majmooa ha.
Kheera aap ke weight ko kam karta ha.
Mosam-e-garma mein khane se aap ka jism taro taza rehta ha.
Body ko mukhtalif beemario ka shikar hone se bachata ha.
Is mein mojood ghizai ajza kaam kaaj ke doran energy faraham karta ha.
Afzaish e husan ke liye chehray par kheeray ka mask kiya jata hai.
Jigar or masane ki garmi door karta hai, masana mein pathri nahi banne deta.
Kheera vitamins or minerals ka 1 majmooa ha.
Kheera aap ke weight ko kam karta ha.
Mosam-e-garma mein khane se aap ka jism taro taza rehta ha.
Body ko mukhtalif beemario ka shikar hone se bachata ha.
Is mein mojood ghizai ajza kaam kaaj ke doran energy faraham karta ha.
1.
Using cucumber can help prevent
acidity and ulcers.
2.
According to research conducted
in Japan, cucumbers contain vitamins that protect against stomach burning,
acidity, and ulcers.
3.
Cucumbers have a specific ratio
of carbohydrates, protein, and calcium, which helps in breaking down indigestible
food and acidic ingredients in the stomach, thus preventing ulcers.
4.
Drinking a glass of cucumber
juice on an empty stomach not only provides energy but also aids in controlling
obesity.
5.
Cucumbers have a high water
content, which helps maintain the body's hydration levels. They are rich in
vitamins that balance mental performance and regular use prevents the negative
effects of depression.
No comments:
Post a Comment