Rang Gora Karne Ke Desi Totkay
natural remedies to get fair skin
1 teaspoon milk powder, 1 teaspoon honey, 1 teaspoon lemon juice or half teaspoon almond oil is mein mix karein. Is ka paste bana lein or face par laga lein. 10 se 15 minute tak laga rehne dein or phir chehre ko pani se dho dalein. Aap ke chehre par chamak aa jaye gi or chehre se daagh dhabbe bhi saaf ho jayengay or aap ki rangat gori ho jaye gi.
Bajray ka aata or paneer, tomato ke juice mein milayen or chehre par lagayen. Ise taqreeban 20 minute tak laga rehne dein is ke baad thande pani se face wash kar lein. Is se aap ke face se spot door ho jayengay or rangat gori ho jaye gi.
1 teaspoon besan, 2 teaspoon milk or 2 se 3 drops lemon juice dalein or paste banayen or chehray par lagayen. 15 minute tak laga rehne dein is ke baad moo dho lein. 4 hafto tak ise rozana use karein iske baad hafta mein 1 dafa use karein. Aap ki rangat bilkul gori ho jayegi.

Mery liye apka lemon juice or honey wala rang gora karne ka tarika kam kar raha ha jis ki waja se mujy kam time main achi skin mili ha...thanks for sharing !!
ReplyDeleteKya wakeyi me?
Delete