High Blood Pressure Se Nijat
high bp se nijat
home remedies for high blood pressure
high blood pressure ka totka
blood pressure control karne ki tips
Lehsan ka rus 6 drops pani mein mila kar peena acha ilaj ha.
Khana khane ke baad lehsan khane se khoon ka dabao kam ho jata ha.
Loki ka rus half cup thoray se pani mein mila kar daily 3 bar peena chahiye.
Kelay ke tanay ka rus half cup har roz peena mufeed ha.
Haftay mein 1 din faqa karein. Sirf fruits or vegetables ka juice piyen.
High blood pressre se nijat ke liye 7 adad khushk aalu bukharay raat ko 1 glass pani mein bhigo dein. Subah isi pani mein aalu bukharo ko musalsal chhan kar nihar moo ye pani pi lein. Kuch arsa mustaqil mizaji se use karein, high blood pressure theek ho jaye ga.
No comments:
Post a Comment