Dil Ke Amraz Ka Ilaj
dil ki bimari ka ilaj
dil ke amraz se bachne ke liye
heart disease home remedy
Khana waqt par, kam or kabhi bhi ziyada na khayen.
Anday ki zardi ka use kam se kam karna chahiye.
Khud ko mota na hone dein or kam az kam rozana 5 miles paidal chalein.
Tambakoo noshi or sharab se mukammal perhez karein.
Kam calories wala khana khayen.
Rozana 1 kacha piyaz khane se dil ki dharkan normal rehti ha.
Piyaz ke rus ka munasib miqdar mein use karne se dil ki beemario se bacha ja sakta ha.
Gajar ke use se dil ki barhi hui dharkan kam or khoon ka garha pan khatam ho jata ha.
Lehsan ka use heart attack ko rokta ha. Garlic ke use se khoon ki nalio ka sukarna band ho jata ha or nalio mein jama huwa cholesterol nikal deta ha.
Imli ke rus mein misri mila kar peene se dil ki jalan khatam ho jati ha.

No comments:
Post a Comment