Sugar Ka Asaan Ilaaj
sugar ka asan ilaj
sugar se nijat ke liye
sugar ke ilaj ka behtareen nuskha
sugar se nijat ke liye
sugar ke ilaj ka behtareen nuskha
Yoga expert ne diabetes ke patient ko advice diya hai ke wo yoga kar ke is marz ke shiddat ko kam sakte hein. Sirf 10 days tak daily 45 minutes ka yoga in ke blood mein sugar level mein darami asar daal sakta ha.
Baaz mareezo ne aetiraaf kiya he ke inhon ne yoga ke baad diabetes ke medicines lena bhi kam kar di hein. Bharti riyasat karnatak ke shehar jegani mein waqai is Yoga University se wabistan Doctor Veenu Gopal Vijekumar ne kaha he ke yoga ki sirf 1 class bhi khoon mein sugar level par asar ho sakti ha jeb ke 10 din continue yoga se bohat faraq par sakta ha taham inhon ne diabetes ke moassar control ke liye 3 se 4 month tak yoga session par zor diya ha.
Research se maloom huwa ke yoga in dono kefiyaat ko khatam karta ha, har yoga session mein patient ka pehle aur baad mein blood glucose napa gaya, jin logo ne 10 days tak yoga kiya aur ki class li in fasting plasma glucose FPG mein 10% kami dekhi gai. Research se maloom huwa ke yoga type 2 diabetes ke khilaf bhi bharpoor kargar sabit hoti ha.
Is study mein mukhtalif pas manzar se taluq rakhen walay har age ke log mojood thay. Is ke ilawa yoga depression kam karne aur strees harmones mein bhi kami karta ha jab ke ye bada ki androoni jalan ko bhi khatam karta ha is ke class lein in ke fasting plasma glucose mein 10% kami dekhi gai.
Research se maloom huwa ke yoga type 2 diabetes ke khilaf bhi bharpoor kargar sabit hoti ha. Is study mein mukhtalif pas manzar se taluq rakhne walay har umar ke log mojood thay. Is ke ilawa yoga depression kam karnay aur stress harmones mein bhi kami karta ha ye badan ki androoni jalan ko bhi khatam karta ha.
No comments:
Post a Comment