Asthma Ka Ilaj In Urdu
dama ka ilaj in urdu
dama ka desi ilaj
dama ka desi ilaj
Asthma 1 takleef deh marz ha aur jo log iska shikar hote hein unki zindagi kafi mushkil ho jati ha. Har waqt hath mein inhaler lekar phirna ya waqt be waqt saans ka ukharjana 1 mamool ban jata ha. Lekin medicines ke use ki bajaye agar aap lemon ke zariye is marz ka ilaj karein to kafi afaqa ho sakta ha. Lemon mein mojood vitamin C, anti oxidants aur minerals ki wja se dama ki takleef kam hoti ha aur respiratory system mein behtari aane lagti ha. Is ki waja se mudafati nizam mazboot hota ha jo ke dama ke mareezo ke saans ko theek rakhta ha lemon mein aesi anti bacterial khusoosiyat mojood hein ke is ki waja se jism mein infection control mein rehti ha. Saans ki takleef amoomi tor par us waqt paida hoti ha jab infection ki waja se saans ki nalio mein balgham ikhatti ho jaye ya pollen allergy ki waja se saans ki nali mein takleef ho jaye. 1 se 2 lemon lein aur iska juice nikal kar 1 glass pani mein dalein ab is mein thori se adrak kush kar ke dalein aur is mashroob ko din mein 1 time zaroor piyen.
Adrak mein anti infection khusoosiyat pai jati hein jab ke ye body ko sozish se bhi bachata ha yahan ye batna zaroori ha ke lemon juice aese mareezo ke liye bohat mufeed ha jin ka dama bahar ke asraat ki waja se tez hota ha ya jinhen berooni mahol ki waja se dama ka marz lahaq hota ha lekin aese mareez
No comments:
Post a Comment