Beemarion K Ilaj K Liye (Cancer Treatment)
Quran Pak ki 6 Aayat jin mein shifa ka tazkara hai dam karnay, Taweez bana kar pilanay, Taweez bana kar bandhnay, pani par dam kar k pilanay or bator wird batanay al gharz har tareekay say har beemari k nafa mand hein. Taweez bananay k soorat mein pehlay Surah Fatiha or aakhir mein Durood Sharif bhi likh liye jaye. Wo 6 Aayat mandarja bala hein. In Aayat k istamal k darj bala tareekay mufeed-o-mujarrab hein. Mareez khud in Aayat ko parh kar apnay upar dam karay. Koi or parh kar mareez par dam karay. Pani par dam kar k dein mareez is pani ko 7 din piye. Taweez bana kar dein is Taweez ko pani mein daal kar wo pani 7 din tak piyen. Kam honay ki soorat mein pani or milatay rahein. Sakht zaroorat k tehat chand din tak Taweez bana kar bandhein. Baray imraz Cancer, Sugar k liye mushq-o-zafran say ma Surah Fatiha-o-Durood Sharif likhein, mareez subah saweray yeh plate dho kar pi lay 21 din tak yeh amal karein.
Please meri ammi ke liye duaa karain.. unko liver cancer hai... Please :(
ReplyDeleteunka naam Safia Sultana hai.
mere abu ko b leaver cancer hai doctor ne la ilaj keh diya hai kindly ap ko agar koi ilaj mila ho to mujhe b bataen
DeleteSar mari sis ko cansr ha koi a si dua batya jasi bs who sai hu jayn jadi se or shatm b plz koi wazifa batya plz
ReplyDeletePara 17, Surah Anbiya, Ayat 83 ko cancer, sugar or deegar amraz se nijat ke liye 21 21 martaba subah o sham parh kar pani par dam kar ke pila dein.
Deleteskype pe contact kare Cancer theek ho jaye ga InshAllah allrahman1
DeleteAp ka skype address kia hy
Deletekahan contact kurain
may bohut zurorat mund hon mujy cancer ka ilaj but a dijye khuda k wastay
allrahman1
Deletemery father ko cancer hy doctrs ny lailaj kr dea hai.sab dua kren.ma b ap sab k lea krun ga.r koi wazeefa btaen
ReplyDeletePara 17, Surah Anbiya, Ayat 83 ko cancer, sugar or deegar amraz se nijat ke liye 21 21 martaba subah o sham parh kar pani par dam kar ke pila dein.
DeletePlz help mere father ko prostate cancer diagnos howa ha plz Meri help karen koi suggestion koi dua plz let me know Allah pak ap sub ko bohat jana den ge ameen
ReplyDeletePara 17, Surah Anbiya, Ayat 83 ko cancer, sugar or deegar amraz se nijat ke liye 21 21 martaba subah o sham parh kar pani par dam kar ke pila dein.
DeleteKIA YE WAQAI MUFEED ILLJ HI
ReplyDeleteInsha Allah.
DeletePlease meray son key liye dua kareyin. Mein bohat preshan maan hoon. Meri appeal hey sub sey. Thank you. shayed kisi ki dua qabool ho jaye.
ReplyDeleteAllah Azzawojal aap ke son ko Apne hifz o amaan mein rakhe or aap ki tamam pareshaniya door farmaye.
Delete(Aameen)
Please mere baba k liye b dua krwaen un ko b tumor zahr hua hai us k liye koi ayat b bataen or dua b kren plx
ReplyDeleteAllah Azzawojal aap ke walid sahab ko shifa day. (Aameen)
DeleteKisi bhi qisam k Cancer k lie surah yaseen 41 times or sorah taghabun 41 times parh k pani pe dam kar k pilaen.
ReplyDeleteInsha-Allah Allah pak shifa ata farmaengy. Aameen.
Sir mere pita ji subhash chander ji ko stomach cancer hai, aur 1 mahine se pet m card hai,kripya karke unke liye dua karein ki wo thik ho jaye aur khane pine lag jayein, aur subah morning walk pe ja sake. Aamen
ReplyDeleteCuring cancer without side effects seemed impossible before the advent of canessiac cancer treatment at CBD International. Now it feels like a child's play.
ReplyDeletePlease mere grand father ki lye dua kren k Allah un ko cancer se chutkara ata farmaye aur Allah sehat ata farmaye ameeeen
ReplyDeleteAssalam Alaikum....meri ammi ko lever ka cancer hai aur ye last stage me hai aur doctor ne jawab de diys hai.....aur abhi meri ammi ICU me hai aur bauhat hi critical condition me hai...kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai....unki kidney me bhi kharabi aagayee hai aur saans bhi sahi se nahi chal rahi hai.. ventilator me hai bas...Allah per yakeen hai meri ammi theek ho jayegi....phir bhi aap sab log meri ammi ke liye dua karen....main apni ammi ko khona nahi chahta....bauhat pyar karta hun meri ammi se...please dua karen meri ammi ke liye.....meri ammi ka naam Mamuna Begum hai...age 56 saal hai..
ReplyDelete