Tulsi ke leaves ka rus nikal kar kaan mein tapkane se dard door ho jata ha. Sarso ka oil garam kar ke chand drops kaan mein dalein kaan ka dard theek ho jaye ga or behre pan mein afaqa hota ha. Kaan dard rehta ho or kaan behta rehta ho to tulsi ke leaves ka rus chand din kaan mein dalte rehnese dard door or kaan se peep aana band ho jaye ga. Gur mein sonth milakar garam karein or mareez ko khilayen. Kaan mein saaeen saaeen ki awazein aana band ho jayengi. Piyaz ka rus garam kar ke 6 to 7 drops kaan mein dalna mufeed ha.
Post mein jo Durood Shareef bataya ha wo parhte raha karein aur uske sath sath darj zel amal karein.
Baghwi or Salbi ne Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) se riwayat kiya hai ke in ka guzar 1 aese beemar ke paas se huwa jo sakht amraz mein mubtala tha Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) ne is ke kaan mein Surah Mominoon ki chand Ayat parhi wo usi waqt theek ho gaya, Rasool Allah Peace Be Upon Him ne Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) se daryaft kiya ke aap ne uske kaan mein kiya prha tha? Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) ne arz kiya ke ye Ayaat parhi thi. Rasool Allah Peace Be Upon Him ne frmaya ke qasam hai Us Zaat Pak ki jis ke qabza qudrat mein meri jaan ha agr koi admi jo yaqeen rakhne wala ho ye ayatein pahar par parh de to pahar jaga se hat sakta hai.
Koi bhi Namazi Parherzgar shakhs 6 nawafil ada kar ke Surah Mominoon ki Ayat # 115-118 tak jis marz ke liye patient ke kaan mein 1 dafa parhe ga, Insha Allah mareez ko kamil shifa naseeb ho jaye gi.
sirf laelaj log hi contct kaen or hama cheleng expcspt karen
ReplyDelete03332570997
Kia ap la ilaj bemari ka ilaj krty han? Or kasy?
DeleteMere kano me boht shor ata jiski waja se km sunai deta h boht zyada preshan hn koi illaj BTA den plz
DeleteTulsi ke leaves ka rus nikal kar kaan mein tapkane se dard door ho jata ha.
DeleteSarso ka oil garam kar ke chand drops kaan mein dalein kaan ka dard theek ho jaye ga or behre pan mein afaqa hota ha.
Kaan dard rehta ho or kaan behta rehta ho to tulsi ke leaves ka rus chand din kaan mein dalte rehnese dard door or kaan se peep aana band ho jaye ga.
Gur mein sonth milakar garam karein or mareez ko khilayen. Kaan mein saaeen saaeen ki awazein aana band ho jayengi.
Piyaz ka rus garam kar ke 6 to 7 drops kaan mein dalna mufeed ha.
JazakAllah Khair...
ReplyDeleteDear sir muje ibs hai jis k main ne bhut elaj karwya hai lekin koi faida nai ho rha tu please us li koi dua bta de please
ReplyDeletePost mein jo Durood Shareef bataya ha wo parhte raha karein aur uske sath sath darj zel amal karein.
DeleteBaghwi or Salbi ne Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) se riwayat kiya hai ke in ka guzar 1 aese beemar ke paas se huwa jo sakht amraz mein mubtala tha Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) ne is ke kaan mein Surah Mominoon ki chand Ayat parhi wo usi waqt theek ho gaya, Rasool Allah Peace Be Upon Him ne Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) se daryaft kiya ke aap ne uske kaan mein kiya prha tha? Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) ne arz kiya ke ye Ayaat parhi thi. Rasool Allah Peace Be Upon Him ne frmaya ke qasam hai Us Zaat Pak ki jis ke qabza qudrat mein meri jaan ha agr koi admi jo yaqeen rakhne wala ho ye ayatein pahar par parh de to pahar jaga se hat sakta hai.
Koi bhi Namazi Parherzgar shakhs 6 nawafil ada kar ke Surah Mominoon ki Ayat # 115-118 tak jis marz ke liye patient ke kaan mein 1 dafa parhe ga, Insha Allah mareez ko kamil shifa naseeb ho jaye gi.