A mere Rab! Mera seena khol de or mera kaam mujh par asan karde or meri zaban ki girah khol de takay log meri baat samajh jayen. (Surah Taha 25)
Jab Allah Ta'la ne Moosa (A.S) ko Firon ki taraf bheja to is moqay par Hazrat Moosa (A.S) ne yeh Dua ki, kisi ahem or jaiz kaam ki taraf jane se qabal ye Dua ki jaye to kamyabi ki umeed ki ja sakti hai.
Ye dua inho ny kab mangi???
ReplyDeleteYe dua kab mangi aur kyoun mangi ye sab post mein clear likha huwa hai.
Delete