Yarqan (Pilia Ka Ilaj) In Urdu
Yarqan Ka Ilaj
Pilia Ka Ilaj
Jisay yarqan ho gaya ho usay Surah Lam Yakunil Lazina (Para # 30) likh kar galay mein dala jaye or pilaya jaye Insha Allah yarqan jata rahega, mujarrib hai. Neem ki tehni lekar uski tamam seenkein tor kar ma patto ke 1 jaga jama kar liye jaye or in seenko se mareez ki aankho ko jharta jaye yani seenkein barabar us ke mathay o sar par hilata jaye. Awal 3 martaba Durood Sharif parhay phir Surah Quraish ma Bismillah ke 5 martaba parh kar dam kare mareez aankhein khuli rakhay or phir 9 bar parh kar dam karay aakhir mein phir 3 bar Durood Sharif parhay is tarah 7 din tak musalsal karay Insha Allah mareez shifayab hoga. Surah Saba (Para # 22) cheeni ki plate par likh pani se dho kar yarqan ke mareez ko pilana or moo par us pani ko chirakna mufeed hai. 300 bar Ism-e-Bari Ta'la Al Habib pani par dam kar ke 41 din tak pilanay se Insha Allah yarqan khatam ho jayega.
ALLAH TALA AAP KO KHUSH RAKHE APNI NEK DUAOON ME HAMEN BHIYAAD RAKHIYE.AMIN
ReplyDeleteAFZAL HUSAIN AINULLAH
KUWAIT
nice sharing thnx
ReplyDeleteAllah pak jaza-ay-khair de Ameen
ReplyDeleteAllah Paak Apko Sehat Tandarusti Atta Farmye
ReplyDeleteAgr kisi ko blood wali bawaser hai to is faceböok i.d me cntct kare sumi.angel456@hotmail.com
ReplyDeleteRehman.jhang475@gmail.com
DeleteALLAH ap ko khush rakhy .AMEEEEN
ReplyDeleteSummameen plz... Mere dost bhawani sharma k liy bhi duaa kre ki unka piliya jald se jald khatam ho jay or unki tabiyat jaldi se sahi ho jay
ReplyDelete