Ramzan Ul Mubarak K Wazaif In Urdu
1. Rozana 600 martaba Kalima Tayyaba ka wird karein.
2. Rozana 600 martaba darj bala Istaghfar parhein.
Hamaray Piyaray Nabi (P.B.U.H) ka farman-e-dilnasheen hai: Is mahinay mein 4 baton ki kasrat karo. In mein say 2 aesi hein jin k zariye tum apnay Rab Allah Azzawojal ko razi karo gay or baqya 2 say tumhay bay niyazi nahi. Pas wo 2 batein jin k zariye tum apnay Rab Allah Azzawojal ko razi karogay wo hein Kalima Tayyba or Istaghfar karna. Jab k wo 2 batein jin say tumhein bay niyazi nahi wo yeh hein. 1. Allah Azzawojal say Jannat talb karna 2. Jahannum say Allah Azzawojal ki panah talb karna.
3. Mukammal Mah-e-Ramzan Ul Mubarak k rozay rakhna har Musalman, aaqil, baligh par farz hein (Jab tak sharai uzar na ho)
Quran Kareem mein Allah Azzawojal irshad farmata hai: A Iman walo tum par rozay farz kiye gaye hein jesay aglo par farz huway thay k kahin tumhay parhezgari milay. (Surah Baqara, Ayat 183)
4. Rozana 2 rakat Salat o Toba parhein or gunaho say sachi toba karein or phir 2 rakat Salatul Hajat parhein.
5. Rozana 1200 martaba Durood Sharif.

No comments:
Post a Comment