Namaz-e-Chasht Ki Fazilat
Farman-e-Mustafa (Peace Be Upon Him)
Chasht ki Namaz kam se kam 2 Rakat or ziyada se ziyada 12 Rakat Huzoor Akram (Peace Be Upon Him) ne farmaya k jo shakhs chasht ki 2 Rakato ko hamesha parhta rahay us k gunah bakhsh diye jayengay agar cha wo samundar k jhag k barabar ho.

Namaz-e-Chasht Ka Waqt
Is ka waqt aftab buland hone se zawal yani nisf un nahar sharai tak hai or behtar ye hai k chothai din charhay parhay. Namaz-e-Ishraq ke foran baad bhi chahen to Namaz-e-chasht parh saktay hein.
No comments:
Post a Comment