Syedna Usman Bin Abu Al Aas Saqfi kehtay hein: Mein jis din se Musalman huwa tha usi din se meray jism k 1 hissay mein dard hota tha. Mein ne is ki shikayat Allah k Rasool (P.B.U.H) se ki to Aap (P.B.U.H) ne farmaya:
"Jism mein jis jaga dard hai wahan apna hath rakho or 3 baar Bismillah kaho phir 7 martaba darj bala dard ki dua parho:
"Mein Allah ki zaat or us ki qudrat k sath panah chahta hoo is takleef se jo mujhay lahaq hai or har us takleef se jis se mein bohat darta or mohtaat rehta hoo."
agar koi padh nahi sakta ye dua khud to kya hum apna hath rakh kar padh sakte hain ye dua uske jism par jahan us ko dard hai?
ReplyDeleteAgar koi parh nahi sakta to aap apna hath rakh parh saktay hein.
DeleteMerepurebadanmedardhai uski duaa batiye
ReplyDeleteVisit
Deletehttp://www.islamiwazaif.com/2014/07/badan-k-dard-ki-dua-in-urdu.html
Sir please apna blog esa kariye ke aapki saari post dikhayi de taaki hum readers ko aasani ho
ReplyDeleteTop par search this blog ka search bar diya huwa ha us se aap apnay matlooba post search kar saktay hein. Is ke ilawa right side par category he yahan se bhi aap ko saari posts mil jayengi category ke hisab se, left side par blog archive ha wahan se aap ko date ke hisab se sari post mil jayengi.
DeleteThanks
Bismillah kehna hai ya poori bismillah parhni hai?
ReplyDeleteBismillah kehna ha.
DeleteMari pishab ki jaga uper ki taraf jalan ho rahi ha koi dua bata dijya ya phir ya dua par saktay ha plz bata dijya
ReplyDeleteJi aap darj bala Dua parh sakte hein
DeleteMere pory jisam ki hadyon me buhat dardbhota hai plz plz mujy koi hal btaen k meri in dardon SE Jan shoot Jay plz
ReplyDelete1 to aap post may darj Dua parhein.
Deleteor daily 1 glass milk piyen.
Ya daily 1 glass banana shake.
Assamalu alaykum... Mere abba ko kafi saalo se pair hath me dard h unka unka 2no hath fracture b hua tha or bht dawa kiye h bht se doctor ko change kiye h pr koi b fyda nhi hua dard waise hi h balke dard or zyda ho gya h hath me Plzz koi aisi dua btaye ap jisse mere abba ko jldi shifa mile or Unki umar 48 h
DeleteAssamalu alaykum... Mere abba ko kafi saalo se pair hath me dard h unka unka 2no hath fracture b hua tha or bht dawa kiye h bht se doctor ko change kiye h pr koi b fyda nhi hua dard waise hi h balke dard or zyda ho gya h hath me Plzz koi aisi dua btaye ap jisse mere abba ko jldi shifa mile or Unki umar 48 h
Deletedil ka opratin hua ha or tankon main derd hota ha is kay liay koe vazeefa bta den.
ReplyDeleteDil ke dard ke liye cheeni ke plate par Surah Fatiha likh kar pani se dho kar wo pani dil ke mareez ko pilaya jaye. Dard Allah ke fazal-o-karam se jata rahe ga.
ReplyDeleteTanko me dard h koi vazeefa h
ReplyDeletePost mein jo amal bataya gaya hai wo har dard ke liye ha.
ReplyDeleteDarj wala dua kya hai please batai
ReplyDeleteDarj bala mean jo post mein hai.
DeleteJazakAllah
ReplyDelete1 sal se Mu k andr chalay han or kuch b khaya nhi jata plz koi dua btaeye
ReplyDeleteGaram pani mein lemon ka rus nichor kar gharare karne se moo ke chalay door ho jatye hein.
DeleteJin afrad ko moo mein chalay bar bar hote ho un ko chahiye ke tomato ka use ziyada se ziyada karein faida hoga.
Kafoor desi ghee mein mila kar daily 4 times chalon par lagayen raal bahar girate rahein phir kulli kar lein chalay jald theek ho jayengay.
Zaban par chalay ho to dahi mein 1 kela mila kar subah saweray khana faida mand ha.
Mehendi ke leaves pani mein bhigo kar rakh dein. 2 se 3 ghantay baad chhaan kar is pani se gharare karein chale khatam ho jayengay.
Kishmish 30 gram, kali mirch 15 gram mila kar chabane se moo ke chalay theek ho jayengay.
My husband had a surgery in his hand please help me with dua to relieve his pain please
ReplyDeleteMy husband had a surgery in his hand please help me with a dua to relieve his pain please
ReplyDeletePlease follow the post Dua is mention in the post for all types of pain.
DeleteMujhe kandhe or baju me bhut drd hota hai kya ye dua padh sakta hu
ReplyDeleteOr bismillah pura padhna hai ya bas bismillah khena hai bata de bhai
Haan parh sakte hein
ReplyDeleteBismillah poora parhna ha.
Moko jisy massy bhi kehty hain us ko khtm krny k liy quran sy ilaj bta dain
ReplyDeleteLeft ear me pain hota hai sath hi left side sir me bhi pain hota hai
ReplyDeleteKoi ilaj ya dua bta dain
Tulsi ke leaves ka rus nikal kar kaan mein tapkane se dard door ho jata ha.
DeleteSarso ka oil garam kar ke chand drops kaan mein dalein kaan ka dard theek ho jaye ga or behre pan mein afaqa hota ha.
Kaan dard rehta ho or kaan behta rehta ho to tulsi ke leaves ka rus chand din kaan mein dalte rehnese dard door or kaan se peep aana band ho jaye ga.
Gurdy main drd k liye dua btaye
ReplyDeleteAssalamualaikum sir Meri waldah ke achanak pore sine me dard horaha he ajeeb sa dard iska Koi ilaj btae meherbani hogi please replay
ReplyDeleteWa Alaikum Assalam!
ReplyDeletePost mein jo amal bataya ha wo karein, apni sister ya kisi lady ko bolein ke walda ke seene mein hath rakh kar post mein jo Dua batai ha wo parien.
Agr 2sry ko pain ho usy dam krna ho us k liy koi dua?
ReplyDeleteYe amal doosray ke liye bhi kar sakte hein.
DeleteWald ki kamar or leg me shadeed tara ki dard hai us k liy b yahi dua?
ReplyDeleteHaan
DeleteSir Kindly Complete Reference diya karain taa k Hadees Mubarka Search krne me Trouble na ho, kya aap is Hadees Mubarka Ka Complete Reference Mention kr sakte hain Q k mene Search Krni He,
ReplyDeleteJazakallaho Khair ❤️
Qamar dard ka wazifa?
ReplyDeleteAgar kisi ki kamar mein dard ho to pancho Namazein pabandi se ada kare or Zohar ki Namaz ke baad 141 martaba Ya Allahu Ya Hakeemu parhein, Insha Allah dard jata rage ga.
DeleteAssalam o alaikum mera abu ki dono tangon or bazuon ma rozana sari rat bht bht bht zada dard hoti ha jab un ko nind ati ha usi wakat un ko dard shuro ho jati ha bht achmi feel hoti ha bht takleef hoti ha kahin saalon sa bht kuch kia ha mgr kuch b asarni kr raha plz ap kuch bta dai yan koi hisab laga sakty han to hisab laga k bta dain koi dua wagara qk bht zada shadidd dard hoti ja rahi ha ab bilkul kamzor ho rahy han mera papa is sa plz ap kuch bta dain
ReplyDeleteMeray 1 baby abort ho gaya hai mughey baby ky liya koi wazifa batain
ReplyDeleteAulad k liye biwi parhay, baad Namaz-e-Isha 40 din tak
Delete1. Sura-e-Alam Nashrah 70 martaba
2. Ya Musawwiru Ya Allahu 336 martaba
3. Ayatul Kursi 11 martaba doodh par dam karein us k baad sirf aulad k liye dua mangein. Doodh miya biwi dono pi lein.
Agr Sr ma drd ho to kasy perhna hy
ReplyDeleteSar par hath rakh kar parhna hai
Delete