Aurat ke parday ki to sab ko fikar rehti hai, sab poochtay hein aurat ka parda kesa hona chahiye?
Kiya koi janta hai Allah ne Quran mein mardo ke parday ka bhi zikar kiya hai.
Tarjuma: Aap momin mardo se farma dein ke wo apni nigahein neechi rakha karein or apni sharamgaho ki hifazat karein.
Mard ka parda nigahon ki hifazat karna hai yani na mehram aurat samnay ho to apni nazro ko jhuka lay.

No comments:
Post a Comment