Hum se Ali ne bayan kiya, Un se Sufyan ne, Un se Zehri ne Saeed Bin Al Museeb ke wastay naqal kiya, wo Ubada Bin Tameem se riwayat kartay hein, wo apnay chacha (Abdullah Bin Zaid) se riwayat kartay hein ke unhon ne Rasool Allah (P.B.U.H) se khikayat ki ki 1 shaksh hai jisay yeh khayal hota hai ke Namaz mein koi cheez (Yani hawa nikalti) maloom hui hai. Aap (P.B.U.H) ne farmaya ke (Namaz Se) na phiray ya na muray, jab tak awaz na sunay ya boo na paye.
No comments:
Post a Comment