Falij o Laqwa Ka Ilaj

Falij o Laqwa Ka Rohani Ilaj

falij o laqwa ka rohani ilaj in urdu
falij o laqwa ka qurani ilaj
falij o laqwa ka ilaj in urdu
stroke and paralysis treatment in urdu
stroke and paralysis spiritual treatment in urdu

Surah Zilzal steel ke bartan par likh kar dho kar pilai jaye.
Deegar tarkeeb: Surah Zilzal steel ke bartan mein likh kar dein ke mareez is par dekhay Insha Allah sehat hogi.

37 comments:

  1. ye amal kb tak jari rakhy?? ya aik he dafa thek hai?

    ReplyDelete
  2. Ye amal 1 month tak jari rakhein.

    ReplyDelete
  3. kia falaj ka mareez panke ki hawa me so sakta he

    ReplyDelete
  4. falij ka ilaj kese hu ga ur kiya ilaj hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Falij ka Rohani Ilaj post may darj ha us par amal karein.

      Delete
    2. mu tera hugaya h wo kese thk huga

      Delete
    3. ur likh den ya phr likh k us ma pani pilaen

      Delete
    4. Likh kar pani pilayen.

      Delete
    5. Also visit http://www.islamiwazaif.com/2010/08/laqwa-ka-ilaj.html

      Delete
    6. falij sa utha nae jata us ka liye kya kare plzz tel us

      Delete
  5. Falij ho right side per aur sath bola b na jay to yehe ilaj hy

    ReplyDelete
  6. Left side ka falij ka yahi ilaj
    hai

    ReplyDelete
  7. dear ye surah bartan py kkis chez sy lekhen

    ReplyDelete
  8. Replies
    1. Zafran kiyoun nahi milega ye koi anmol ya nayab cheez nahi ha easily available hota ha.

      Delete
  9. Asalam.o.Alikum. zafran k sath her bar likhna hy ya àik bar likh kr us ka pani àik month tk pina hy.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa Alaikum Assalam!
      Aik bar likh kar us ka pani 1 hafte tak pilaye, phir doobara naya pani banaye.

      Delete
  10. Aslam walikum... please mujhe bata saktay hain k ankh k folij ka kia elaaj hota hai meray mamu ki ankh main folij hua hai bachat ho gae Likin aik ankh say sahi dekhayee dai rha hai aur dusri ankh say double double dekhayee dai rha hai doctor nay bola hai Khud hee thik hojaya gi is ka koi ilaaj hai to bata dain plzz

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa Alaikum Assalam!
      Post may bataye gaye amal par amal karein, Insha Allah faida hoga.

      Delete
  11. AssaalamoAlikum
    Mera husband ko 2 bar falij hua ha first time 15 days ma theek ho ga tha phir 6 months k bad attack hua phir right side effect hui 9 sal ho ga ab kal sa un ki ankh ma problem ho raha ha still in hospital kia un k liye bhi yahi karoon ....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa Alaikum Assalam!
      Aap apnay husband ke liye yehi amal karein.

      Delete
  12. Assalamualikum.
    Mere baya hath paralyzed hay.jab may ek saal ki thi tap sey ,aub mey 37 saal ki.kiya yehi amal mere liye Katey?

    ReplyDelete
  13. ASSALAM O ALAIKUM..!!
    mere Abbu ko falij hoa hai left side pe.. Treatment chal rha hai.. 31march ko hoa tha or ajj 12april hai.. ALLAH ka Karam hai faida hoa hai.. Chal phir rhe hain ab.. But unko jb kch smjha rhe hain to smj nh rhe or apni zidd kr rhe hain or phr gssa kr rhe hain.. Treatment chal rha hai to kya hum phr b is AMAL ka AMAL kr skte hain..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Wa Alaikum Assalam!

      Haan kar sakte hein ye amal.

      Delete
  14. yrr muje 2011 mein falij ka attack howa tha ankh aur mouth phar kia as ka elaj ho sakta hai right side pay

    ReplyDelete
  15. yrr ankh choti aur mouth ek side pay hai yrr koi tareka bataw elaj ka abi mein 17 saal ka ho aur yahi bemari hai muje mein

    ReplyDelete
    Replies
    1. Post mein jo amal bataya gaya ha wo amal karein Insha Allah theek ho jayega.

      Delete
  16. A.o.a meri ami ko zuban py falaj ka attack hwa tha 14 august 2020 ko abi tak wo sai bol nii skty koi elaj bata dey

    ReplyDelete
    Replies
    1. Myri ami ke b zuban py falij hua hy pkz koi ilaj batayen

      Delete
    2. Post mein jo amal bataya gaya hai us par amal karein Insha Allah faida hoga.

      Delete