Loquat Ke Fawaid In Urdu
lokat k fawaid
lokaat k fawaid
fruit benefits in urdu
fruit benefits in urdu
Mashoor fruit hai. Is ka darakht amroord k darakht k barabar hota hai. Phool or phal guchlo mein lagtay hein. Ye darakht India mein angrez laye thay. Rang gehra zard, taste tursho sheeree, maqam paidaish Hind o Pakistan is darakht ko angrez Europe se barkochak India mein laye thay. Bangal mein bakasrat paida hota hai. Piyas bujhata hai. Safra or blood ki hiddat ko door karta hai or aksar safrawi or khooni diseases mein useful hai. Qadray qabiz bhi hai is ka sharbat nihayat tasty hota hai.
Lokat mosam-e-garma ka mashoor fruit hai apnay ghizai o shifai asrat mein doosray phalo ki tarah is ki apni afadiyat hai. Is ka poda sada bahar kehlata hai.
Lokat tabiyat ko farhat bakhshta hai or masam e garma ka phal honay ki waja se apnay mosami taqazo ko poora kartay hue garmi ko door karta hai or garmiyo mein jo tabiyat nidhaal ho jati hai is mein farhat or sakoon bakhshta hai.
No comments:
Post a Comment