Chukandar K Fawaid
chukandar benefits in urdu
chukandar k faiday
beetroot benefits in urdu
Chiknai ko body se door bhagata hai.
Blood se fasid mado ko khatam karta hai.
Skin ko tazgi provide kar k young rakhta hai.
Skink k cells mein toot phoot k amal ko rokta hai.
Body mein blood ki kami ko poora karne ki salahiyat rakhta hai.
Chuqandar dimaghi salahiyato mein izafa karta hai or memory behtar banata hai.
Chuqandar mein glucose, starches, protein, iron or vitamin A, H, B or C paye jatay hein.
Chest ki naliyo ko naram karta hai or balgham ko kharij karta hai.
Chukandar warm or riyah ko tehleel karta hai.
Chuqandar 1 mashoor or pasandeeda sabzi hai. Jo miqdar mein kam hoti hai magar apne fawaid mein ye mashoor hai. Ye ziyada tar maghribi mumalik mein hoti hai. Chukandar, shaljam, palak 1 hi khandan se taluq rakhtay hein chukandar ka adha hissa zameen ke andar or adha bahar ki janib hota hai yani leaves bahar hote hein. Jesa ke upar zikar kiya gaya hai ke is mein shakkar ki khasi miqdar hoti hai ise liye hum ise bator sabzi to istamal kartay hein magar is se shakkar bhi hasil ki jati hai chukandar se hasil ki hui shakar gannay ki shakar jesi mithas to nahi rakhti magar phir bhi log ise shoq se apnay meethay khano mein use kartay hein. Is ka mizaj garam tar hai. Hamare haan ise ubaal kar bator salad use kiya jata hai magar kiyounkay Europre mein behad ziyada hota hai is liye ise khand banane mein use kiya jata hai. Agar kisi bhi sabzi ko khoobsurat rang dene ke liye us mein chukandar kaat kar daal dein to poori handi ka rang surkh hojata hai. Seene ki naliyo ko naram karta hai or balgham ko durust kar ke isay jism se kharij kar deta hai.

No comments:
Post a Comment