Mong Phali Ke Fawaid
mong phali benefits in urdu
peanut benefits in urdu
mong phali ke faiday
health benefits of peanuts
Mong phali mein naturally aesay antioxidant paye jatay hein jo ghizayat ke aetibaar se apple, carrot or beets se bhi ziyada hotay hein jo kam weight wale afrad samet body building karne walon ke liye bhi nihayat mufeed sabit hotay hein. Sirf yehi nahi balkay is k tibbi fawaid kai amraz se hifazat ka bhi behtareen zariya hein, mong phali mein paya jane wala Vitamin E cancer k khilaf larne ki bhar poor salahiyat rakhta hai jabkay is mein mojood naturally folad blood ke new cells banane mein bhi important role ada karta hai.
Mong phali mein kisi qadar protein bhi hotay hein, jismani nasho numa ke liye mufeed hai.
Mong phali khane se calories mein izafa hota hai.
Khansi mein mong phali khana theek nahi.
Mong phali mein kisi qadar protein bhi hotay hein, jismani nasho numa ke liye mufeed hai.
Mong phali khane se calories mein izafa hota hai.
Khansi mein mong phali khana theek nahi.
No comments:
Post a Comment