Orange Ke Fawaid
orange benefits in urdu
orange ke faide
orange ke faiday
Mahireen tibb ka kehna hai k orange ka regular use aankho ki behtari mein ahem kirdar ada karta hai. Research k mutabiq orange Vitamin E se bhar poor hota hai. Jo eyes k tissues ke liye bohat ahem hai, is ka rozana use motiye jesi beemariyo ka rasta roknay mein madadgar hota hai. Agar aap apni nazar taiz rakhna chahte hein to rozana 1 orange khane ki aadat daal lein.
Orange mein Vitamin C bhi wafir miqdar mein mojood hota hai, jis se chehray par natural nikhar paida hota hai. Orange blood ko saaf krne mein madad detay hein or viral infection se bachate hein, Ye fruit skin ko sehat mand banata hai is se heart, kidney or lungs cancer ke khilaf tahaffuz milta hai.
Orange Vitamin C se bhar poor hote hein or agar ye rozana use kiye jayen to aap ke body ka mudafati nizam mazboot hoga or aap beemariyo se mehfooz rahengay.
No comments:
Post a Comment