Pista (Pistachio) Ke Fawaid
pista ke faide in urdu
pistachio benefits in urdu
Piste jism mein hararat bhi peda kartay hein jab k quwat-e-hafiza, dil, meday or dimagh k liye bhi mufeed hai. Is k mutawatar use se jism thos or bhari ho jata hai, pista winter ki khansi mein bhi mufeed hai or lungs se balgham kharij kar ke inhen saaf rakhta hai. Pistay mein Calcium, Potassium or Vitamin bhi achi khasi miqdar mein mojood hotay hein.
Pista kidney ko taqat deta hai.
Kamar dard ke lye akseer hai.
Balgham ko kharij karta hai.
Quwat e bah ke liye mufeed hai.
Dil o dimagh ko taqwiyat deta hai.
Pista kidney ko taqat deta hai.
Kamar dard ke lye akseer hai.
Balgham ko kharij karta hai.
Quwat e bah ke liye mufeed hai.
Dil o dimagh ko taqwiyat deta hai.
right
ReplyDeleteExcellent info
ReplyDelete