Arwi Ke Fawaid
arvi ke faiday
arwi ke faiday
arvi ke faide
Starches or vitamin C is ke ajza hein.
Arwi ke use se aurat ka doodh barhta hai.
Arvi blood pressure ko khatam karne ka kamyab tareen zariya hai.
Arwi skin disease mein bohat faida mand hai, jild ki khushki or shiknay door karti hai.
Daimi qabz ke mareezo ko arwi use nahi karna chahiye.
Arvi aanto ki khushki door karti hai.
Gurdo ki kamzori door kar ke quwat-e-bah mein izafa karti hai.
Arvi badan farba karti hai. Lazujat ki waja se khansi, khushki, seena narkhara ki kharkharahat ko raha karti hai. Chilka is ka ishal ke liye mufeed hai or bol ke liye is ke leaves ka nichora huwa pani bohat mufeed hai. Is ko tanha ya gosht ke hamrah paka kar is mein lemon nichor kar use kiya jata hai. Mani (Sperm) ko produce or garha karti hai, weight barhati hai. Arwi ke sath zeera, ajwain, kali mirch or anar dana use karne se ye lazeez or zado hazam ban jati hai. Arvi 1 lesdar or pasandeeda vegetable hai jo jar ki sabzi hai hamare han arvi khai jati hai or is ke leaves phenk diye jatay hein balkay deegar countries mein jahan arvi aam hai arvi ke sath leave bhi fry kar ke khaye jatay hein jo mazedar or faida mand hote hein.
Ye mardo ke liye behad mufeed ghiza hai, mughalliz mani hai yani mani (Sperm) ko garha karti hai or maqwi bah bhi hai. Arvi ko bato salan istamal karne se insan farba ho jata hai. Peshab or masane ke amraz ko khatam karne ke liye bator salan arvi ka use behad sood mand hai.
No comments:
Post a Comment