Bhindi Ke Fawaid

Bhindi Ke Fawaid

bhindi ke fawaid in urdu
  bhindi ke faide,
bhindi ke faiday,
benefits of ladyfinger

Bhindi mughallaz mani (sperm) hai. Mardo ke liye khusoosan faida mand hai.
Peeshab jal kar aata ho to bhindi khane se jalan band ho jati  hai.
Pechish ke marz mein bhindi ka use mufeed hai.
Aanto ki kharash mein bhindi la jawab sabzi hai.
Bhindi ka salan sozak or jaryan ke mareezo ke liye behad mufeed rehta hai.
Bhindi dafa jaryan o ahtalam hai. Bhindi ke jar ka safoof jaryan mein behad mufeed hai.
Adrak or gosht ke baghair kamzor maida ashkas ko bhindi bilkul na khani chahiye.


No comments:

Post a Comment