Phalon Ko Jaraseem Se Bachane Ki Tarkeeb
1. Sulphur ki dhoni de kar rakhne se fruits germs se bachay rehtay hein.
2. Potassium metabisulfite ke mehlool mein dip kar ke rakhne se jaldi kharab nahi hote.
3. Honey mein dip kar ke rakhne fruits kafi arsa tak taro taza rehtay hein agar inhen 1 saal ke baad bhi nikala jaye to youn lagentay jesay abhi abhi shakh se toray gaye hein.
4. Fruits par arq lemon chirak dein, kafi dino tak taro taza or be dagh rahengay.
No comments:
Post a Comment