Jild Ko Taro Taza Rakhne Ka Tarika
skin ko fresh rakhne ka tarika
jild ko taro taza rakhne ki tips
Apni skin ko taro taza rakhye. In tariko par amal karne se har kisam ki jild taro taza rehti hai.
1. Subah saweray khali pait 1 glass pani mein 1 spoon honey daal kar piyen.
2. Chehra dhone ke liye soap ka use kam se kam karein.
3. Sab se pehle apne chehre par neem garam pani or face wash mixture se massage karein.
4. Weather ke mutabiq hot ya cold water se face wash karein.
5. Apna towel alag rakhein kisi or ka towel use na karein.
6. Barahe rast sun rays ki tamazat se jild ko mehfooz rakhein.
7. Din mein taqreeban 8 se 10 glass tak pani zaroor piyen.
8. Cigarette noshi or cigarette ke dhowen se door rahen.
9. Gardo ghubar ke mizar asrat se bachein.
10. Regular exercise karein.
11. Haftay mein 1 martaba chehre par mask zaroor lagayen.
12. Make up utarne ke baad chehre ko achi tarah saaf karein.
13. Base ya cream apni skin ke mutabiq use karein.
14. Din mein 3 se 4 martaba moo zaroor dhoyen.
15. Make up utarne ke baad hamesha cleansing karein.

No comments:
Post a Comment