Dahi Ke Fawaid
dahi ke faide
treatment with yogurt
benefits of yogurt
Yogurt is the most widely consumed dairy product.
Milk ki bani masnooat mein sab se ziyada use hone wali khoorak hai. Is mein mojood khameer qudrati tor par boha se beemario ka ilaj hai.
Dahi jild ki khushki khatam karti hai. Sar ke balon mein lagane se balon mein chamak or khushki sikri bhi khatam karti hai.
Dahi or honey chehre par mask ki tarah lagane se jhuriyon mein kami aati hai.
Pait ki beemario mein dahi bohat mufeed sabit hoti hai.
Weight kam karne ke liye dahi ka use faida mand rehta hai. Ye Calcium or Vitami D ki kami ko poora karta hai or weight bhi control rakhta hai.
Body mein useful bacteria paida kar ke nizam e hazam ko behtar rakhta ha.
Yogurt Benefits
The yeast present in it is a natural remedy for many ailments.
Curd removes dryness of the skin. Applying on the scalp also removes dandruff.
Applying curd and honey on the face as a mask reduces wrinkles.
Yogurt is very useful in stomach diseases.
Yogurt is beneficial for weight loss.
It compensates for calcium and vitamin D deficiency and also controls weight.
Improves the digestive system by producing beneficial bacteria in the body.
No comments:
Post a Comment