Walking Ke Doran In Baton Ka Khayal Rakhein
useful tips on walking
walking tips
1. Fast walking ke doran apna head, shoulders or body munasib had tak seedhay rakhein.
2. Raftaro tawazun barqarar rakhein.
3. Chalne ke doran apna weight aeryo par dalein.
4. Panjo ka aram o sukoon se harkat karne dein.
5. Aram dah shoes pehan kar walking karein.
6. Libaas dheela dhala or aram dah hona chahiye.
7. Zer jamay or socks sooti ho takay paseena jazb ho sake.
8. Walking shru karne se pehlay 1 2 glass pani pi lein.
9. Walking karne ke baad saans bahal hone par pani piyen.
10. Paseena dry hone ke baad naha lein.

No comments:
Post a Comment