Beemari Ki Halat Mein Jima Se Mumani'at

Beemari Ki Halat Mein Jima Se Mumani'at

beemari ki halat mein jima se mumani'at
beemari ki halat mein intercourse se mumani'at
beemari ki halat mein humbistari se mumani'at


Jame Kabeer mein Hazrat Umme Salma (R.A) se riwayat kiya hai ke jab kisi bibi ki aankhen dukhne aati thi to Rasool Allah (Peace Be Upon Him) us se qurbat na farmate thay jab tak tandurust na ho jaye.
Is Hadees se ye ishara milta hai k agar biwi kisi dukh beemari mein mubtala ho to us ki sehat o rughbat ka andaza kye baghair sohbat karna munasib na hoga or aqal e saleem ka taqaza hi yehi hai ke beemari ki halat mein jima se ijtanab kia jaye kiyounkay jazbat mein hum ahangi ke baghair mubashrat ka lutf o suroor hasil nahi hota hai.

No comments:

Post a Comment