Halat-e-Haiz Mein Biwi Ke Sath Letne Ki Ijazat
Islam tohmaat ki jar kaat deta hai. Baaz mazahib mein aurat ko halat e haiz mein is darja napak samjha jata ha ke is ke hath ka khana pani or sath letna bhi mamnoo samjha jata hai magar Shariat e Mohammad mein siwae mubarshrat aurat ke tamam badan se faida hasil karna jaiz hai, sath letne or bos o kinar ki poori azadi hai magar aurat ke zere naaf hissa ko yani naaf se lekar ghutno tak barhana na kare. Sath mein khana peena or 1 sath letna bhi mana nahi hai.
No comments:
Post a Comment