Sohbat o Qurbat Ke Baad Azu Ka Dhona Zaroori Ha
Fiqya Abu Al Lais Samar Qandi ne likha hai k sohbat o qurbat ke baad apnay azu ko dho lena chahiye is se badan healthy rehta hai lekin jima ke foran baad thanday pani se na dhoye kiyounkay is tarah bukhar aa jaye or baqol Hazrat Ali (R.A) baad wati ke wo albatta peshab kar le nahi to dard la dawa aariz hoga or zikar ko aab neem garam se dho de k badan ko sahi rakhta hai or agar garam pani no ho to thori dair ke baad sard pani se dhone mein muzaiqa nahi.
As salaam o aliakum
ReplyDeleteWa Alaikum Assalam1
Delete