Shehad Ki Afadiyat
honey health benefits
honey benefits
honey ke fayde
Honey mein qudrat ne mukhtalif ingredients ko is khoobsurti se tarteeb diya hai ke dunya ki kisi bhi beemari mein ise use karna afaqe ka bai's banta ha, kiyounkay ye 1 insani khoorak hai or is ke koi side effect nahi hein.
Agar honey ko batore khoorak daily 1 spoon neem garam pani mein daal kar subah nihar moo piya jaye to is se sehat aci hone ke sath sath motapa bhi kam hota ha or jism se faltu charbi ka ikhraj hota ha.
Is ke ilawa shehad ka use chehre ke liye bhi mufeed ha, agar egg ki zardi mein thora sa honey or lemon daal kar face par lagayen to khushk skin naram o mulaim ho jati ha.
Face ki jhurrio ke liye agar honey ka mask lagaya jaye to chand hi dino mein wrinkles kam ho jati hein. Shehad ke mask mein 1 spoon shehad, thora sa arq lemon, thora sa arqe gulab mila kar achi tarah mix kar ke chehre par lagayen, chand hi dino mein afaqa hoga.
Honey bakri ke doodh mein mila kar piyen ye khoon saaf karta hai or charbi pighlata ha.
Shehad khane wale ko zukam nahi hota, zukam mein shehad khane se zukam khatam ho jata ha.

Good
ReplyDelete