Adrak Ke Fawaid
ginger health benefits
adrak ke fayde
adrak khane ke fayde
Stomach ke jumla amraz mein adrak mufeed ha, ye dast awar bhi or qabiz bhi.
Adrak riyah ko tehleel karti ha.
Bhook kam lagne ki soorat mein bhi adrak use kijiye.
Pait ka dard or aphara door karne ke liye bhi adrak khai jati hai.
Agar apna hazma durust rakhna chahte hein to khane ke baad taza adrak ka chota sa piece chaba lein.
Ginger se zaban ki mel bhi utarti ha or stomach kai diseases se paak rehta ha.
Adrak antaryo ki soozish bhi khatam karti ha.
Agar liver ki kharabi ke bai's pait mein pani jama ho to patient ko adrak ka pani pilayen. Ye pani peshab awar ha or pait ka sara pani nikal deta ha.

No comments:
Post a Comment