Qabz Or Mede Ki Islah Ke Liye Sharbate Injeer
constipation home remedies
constipation natural home remedies
stomach home remedies
sharbate injeer ke fawaid
Ingredients:
Injeer 1 Pao
Sugar Half KG
Food Color 2 Chutki
Method:
Injeer ko raat bhar 2 liter pani mein bhigo kar rakh dein or subah is ko itna pakayen ke pani 1.5 liter reh jaye phir, jab pani 1.5 liter reh jaye to pani chaan kar injeer ko phenk dein or pani ko dubara choolhe par charha dein or is may sugar or food color add kar lein or is ko itna pakayen ke pani 1 liter reh jaye. Ab is ko thanda kar ke bottle mein bhar lein or jab bhi sharbat peeni ho to thora sa glass may dalein or is may pani mila kar pee lein, qabz or mede ki islah ke liye bohat mufeed sharbat ha.

No comments:
Post a Comment