pechis ka ilaj
Kachay anday ki safedi use karein.
Pechis ke takleef mein rice ka use faida mand sabit hota ha.
Egg mein bohat ziyada piyaz, pakay huway rice daal kar ghee ya oil mein tal kar use karein.
Pechish mein bhindi ki sabzi khani chahiye ye pechish mein bohat mufeed rehti ha.
Aam ki ghutli pees kar chach mein mila kar use karne se khooni pechish mein afaqa hota ha.
Bair khanay se aanto ke zakham or khooni pechish se nijat mil jati ha.
Choti harad or sonf ghee mein bhoon kar or misri mila kar rozana 1 spoon garam pani se lena sehat ke liye behtar ha.
Khooni dasto mein sonf pees kar pani mein mila lein. Is pani se gandum ka aata goondh kar roti paka kar khana mufeed ha.

No comments:
Post a Comment