Tarbooz (Watermelon) Beshumar Fawaid Ka Hamil Phal
health benefits of watermelons
watermelon benefits in urdu
amazing health benefits of watermelon
tarbooz batore dawa
watermelon benefits in urdu
amazing health benefits of watermelon
tarbooz batore dawa
Tarbooz (Watermelon) jama shuda fat ko kamkarne mein ahem kirdar ada karta ha.
Garmio ke mosam mein tarbooz kisi nemat se kam nahi ye garmi ki shiddat ko kam or pani ki kami ko poora kartaha.
Watermelon ke use se chehray ki jild tarotaza rehti ha or daagh dhabbe bhi am ho jate hein.
Bones ko kamzor karne wali beemario se door rakhta ha.
Tarbooz ka kai roz tak use karna qabz kusha ha. Continue 10 days kha kar dekhye phir maloom hoga constipation kahan gai.
Gurday ki garmi beshumar beemario ka sabab banti ha. Is ke liye pakay hue tarbooz mein lemon juice shamil kar ke piyen. Chand din ke use se garmi khatam ho jaye gi.
Tarbooz (Watermelon) khanay se khoon ki garmi khatam ho jati ha.
Eyes diseases ko roknay mein madad deta ha.
Heart ke sakht pattho ko ziyada kaam ki targheeb deta ha.
Tarbooz (Watermelon) khanay se khoon ki garmi khatam ho jati ha.
Eyes diseases ko roknay mein madad deta ha.
Heart ke sakht pattho ko ziyada kaam ki targheeb deta ha.
No comments:
Post a Comment