Pait Dard Ka Ilaj
pait dard ka ilaj
Pait dard ki halat mein coffee peene se dard theek ho jata ha.
Namak 1 gram, ajwain 1 gram garam pani se use karne e pait dard mein afaqa hota ha.
Shehad mein zeera pees kar chatne se pait dard theek hota ha.
Tea ke jesay garam pani mein lemon nichor kar peene se pait dard door hota ha.
Methi danay garam pani mein mila kr peene se pait dard theek ho jata ha.
Pait ki beemario se bacho ke mehfooz rakhne ke liye daily apple kilayen.
Daily mooli ka use karne se qabz, gas, bhook mein kami or badhazmi jesi beemaria theek ho jati hein.
Masoor ki daal ka use karne se nizame hazam ki beemario se mehfooz raha ja sakta ha.
Anar quwate hazma barhata ha. Peshab awar ha. Anar khane se constipation khatam ho jati ha.
Jamun ka use karne se pait ki aksar beemario se mehfooz raha ja sakta ha jesay dast aana, bhook kam lagna, pait dard waghera.

No comments:
Post a Comment