Qabz Ab Nahi Rahe Gi
purani qabz ka ilaj
qabz ka gharelu ilaj
constipation home remedies
Daily kam az kam 6 glass pani peena chahiye.
Subah saweray nihar moo 1 glass pani peena ya nashta karne se half hour pehle 1 glass pani peena faida mand ha.
Lemon juice, sabziyo par bareek kutar kar in par namak masala mila kar use karna bhi mufeed ha.
Kishmish ya munaqqa pani mein bhigo kar 12 hour baad kha kr upar se pani peena moassar rehta ha.
Doodh garam kar ke is mein ghee mila kar peena fuzlay ko naram karta ha.
Pukhta kharboozay khana constipation ko door karne ka umda ilaj ha.
Constipation ki shikayat mein ziyada se ziyada lassi peena nafa ha.
Band gobhi ke pattay har roz khate rehne se purani se purani qabz door ho jati ha.
Raat ko sonay se pehlay 2 spoon arand ka tail pee lene se qabz baqi nahi rahta.
Mutawatar tarbooz khate rehna qabz door karne mein faidamand ha.

No comments:
Post a Comment