Kali Khansi Ka Gharelu Ilaj

Kali Khansi Ka Gharelu Ilaj

kali khansi ka gharelu ilaj

whooping cough treatment in urdu

Ye 1 muta'di marz hai jo ziyada tar bacho ko hoti hai. Bacha musalsal khansi ke doran thook ke sath saans andar leta hai. Khanste waqt chehre red ho jata hai or aksar qay ho jati hai. Is qisam ke dore bar bar ya kuch waqfa se hote hein.

Nuskha:
         Kakra Singhi  6 gram,     Sonth     6 gram,       Peepal (Dar Falfal)     6 gram   

Tarkeeb Tayyari:
      Tamam ingredients ka bareek safoof bana kar achi tarah mix kar lein.

Tarkeeb Istemal:
      1 gram safoof mein 6 gram honey mila kar din emin 3 bar use karein.


No comments:

Post a Comment