Anar Ke Faiday In Urdu
Har shakhs ki wish hoti ha ke wo healthy rahe aur uska chehra hashash bashash nazar aaye aur body mein kisi vitamin ki kami na ho khoon ki kami bhi na ho lekin baaz auqat insan ahtiyat karte hue bhi beemarion mein ghir jata ha aur blood ki kami ka shikar ho jata ha khoon ki kami or red cells ki kami door karne ke liye pomegranate 1 behtareen phal ha in dino anar bazar mein wafir mojood ha. Is liye zyada se zyada anar khayen ya anar ka juice bana kar piyen. Ye intahai tasty aur raseela fruit ha ye insani health ke liye intahai mufeed ha. Anar ki 3 aqsam hoti hein aur ye teeni aqsam sehat ke liye intahai mufeed hein aur anar ghizayat se bharpoor phal ha jis mein fiber, protein, vitamic aur potassium wafir miqdar mein mojood hota ha. Anar ke fawaid mein se sab se bara faida ye ha ke ye deficiency of blood mein bohat mufeed ha is liye wo log jo Deficiency of blood se affected ho wo anar ka istemal lazmi karein. Pomegranate health benefits ye bhi ha ye heart aur brain ko bhi taqat deta ha. Pomegranate benefits in urdu ye ha anar stomach aur liver ki kharabi ki islah karta ha, pomegranate body mein Deficiency of blood se paida hone wali weakness ko door karke quwat bahal karta ha. Is ke ilawa bhi anar ke bohat fayde hein jese anar maleria, dengue, fever or blood cance jese patient ke liye bhi mufeed ha, jigar mein safra ki ziyadti, garmi, khoon ki kharabi, yarqan aur deegar amraz ke liye anar kamal ka phal ha.
Pomegranate benefits for skin ye ha anar chehre ko fresh karta ha e face ke acne (keel muhase) khatam karta ha aur body mein pani ki kami ko door karta ha iske ilawa ye body mein mojood calories ko control karta ha.
Pomegranate benefits for weight loss ye jo afrad motapay se pareshan hein aur barha huwa pait kam karna chahte hein ya pait ki charbi pighlana chahte hein to wo anar ya anar ka juice use kar ke weight control kar sakte hein.

No comments:
Post a Comment