Natural Ways to Boost Male Fertility and Increase Sperm Count
Agar aap mardana kamzori se pareshan hein ya mustaqbil mein is dardnak masle se mehfooz rehna chahte hein to is ke liye kisi expensive medicines ki hargiz zaroorat nahi kiyounke qudrat ne 1 dry fruit ki soorat mein mardana taqat ka khazana insan ko ata kar rakha ha.
Daily Star ki report ke mutabiq Turkish Scientist ne mardana kamzori ke shikar 17 nojawano par 1 research ki ha, jis ke nataij ne dunya bhar ke Doctor ko bhi heran kar diya ha. In nojawano ko rozana 100 gram pista khilaya gaya aur mehez 3 weeks ke baad in ki zindagi mein inqalab aa chuka tha.
Nojawano ka mardana kamzori ka masla khatam ho chuka tha jabke wo pehle se kahi behtar aur bharpoor azdawaji karkardagi ke qabil ho chuke thay. Sirf yehi nahi balke azdawaji sehat ke sath in ki amoomi sehat mein bhi positive tabdeeli aai thi. In nojawano mein mufeed cholesterol ki quantity mein izafa huwa tha jabke mizar sehat cholesterol ki quantity kam ho chuki thi.
Scientist ne tehqeeq ke nataij ke baray mein baat karte huway bataya "Pista 1 shandar dry fruit ha. Is mein nabatati protein wafar miqdar mein pai jati ha jabke healthy fats bhi hoti ha. Is mein sabz aur jamni rangat walay hisse darasal anti oxidant hote hein jo na sirf jism ko fasid mawad se pak karte hein balke depression mein bhi kami late hein.
Aap ise shadi shuda joron ke liye khaas nemat keh sakte hein kiyounke is mein wo tamam ghizai ingredients bakasrat paye jate hein jo 1 khushgawar married life ke liye zaroori hote hein. Is mein Silinium bhi hota ha aur Zinc bhi jo sperm ki afzaish aur mardana hormone testosterone ki miqdar mein izafa karte hein.

No comments:
Post a Comment