Sinus Infection Ka Ilaj

Sinus Infection Ka Ilaj

sinus infection ka ilaj
Sinus infection 1 aesa infection ha jo nose aur halaq ke raste mein jalan aur sozish paida karta ha. Is infection ki alamaat ye hein.
Shadeed headache aur fever
Nose band hona
Naak aur halaq mein bechaini aur takleef
Is masle ke liye medicines ke ilwa bohat se natural tarike bhi mojood hein jo naak aur halaq mein mojood germs aur virus ko khatam karne mein karamad hein.
Saib ka sirka is infection ko khatam karne ke liye sab se mufeed sabit hota ha. Is mein mojood ahem ghizai ingredients jism se fasid maday kharij karne aur quwat e mudafiyat bahal karne mein kar amad hein.

Ingredients:

1 chothai cup apple vinegar
Half cup water
1 spoon pure honey
Lemon juice

Method:

Sab se pehle pani garam karein phir is mein pure honey aur apple vinegar milayen. Ahir mein lemon juice milayen. Is ko room temperature par rahein.
Is mashroob ko daily subah aur raat piyen jab tak takleef mein aram na aa jaye.

No comments:

Post a Comment