Tukh Malanga Se Wazan Kam Karna
Tukh malanga is ko balanga bhi kehte hein is ka use amooman beverages mein hota ha kiyounke is ki taseer thandi hoti ha aur is use se jism mein mojood garmaish ka khatma hota ha. Is ke use se stomach ke karkardagi behtar hoti ha tezabiyat mein kami aati ha. Tukhme balanga tulsi paoday ki hi 1 type ha lekin is ke leaves mein thorise khatas hoti ha amooman is ka poda 4 feet tak hota ha.
Is mein mojood Omega 3 khana hazam karne mein madad karta ha aur acidity bhi khatam karta. Is ke ilawa ye pait aur intestines ki safai karta ha, neend behtar banata ha, mudafati nizam ko mazeed behtar karta ha. Sugar ke patient aur aam afrad jo weight barh jane ki waja se pareshan hein, aaj hum aap ko 1 aesa nuskha batayengay, jis par amal kar ke aap sirf 7 din mein apni charbi pighla sakte hein. Ye nuskha lemon se banaya gaya ha jo ke charbi pighlane ke liye intahai shandar phal ha aur is ke use se metabolism tez hone ke sath weight kam hota ha.
1 spoon tukh malanga
1 spoon honey
1.5 spoon lemon juice
Tukhme balanga ko raat bhar pani mein rakhein is ko nikal kar rakhein aur 1 hour aesay hi para rehne dein is ke baad is mein baqi ingredinets ko mix kar ke grind kar lein. Aur nihar moo is ka use karein. Aap ka weight kam hone mein 1 week se ziyada waqt nahi lagega.
Sharbat Banane Ka Tarika:
1.5 glass water1 spoon tukh malanga
1 spoon honey
1.5 spoon lemon juice
Tukhme balanga ko raat bhar pani mein rakhein is ko nikal kar rakhein aur 1 hour aesay hi para rehne dein is ke baad is mein baqi ingredinets ko mix kar ke grind kar lein. Aur nihar moo is ka use karein. Aap ka weight kam hone mein 1 week se ziyada waqt nahi lagega.
No comments:
Post a Comment