Homemade Lotion For Dry Skin
In the winter it is common for skin to dry and heel to burst. Lotions and cold creams cost a lot of money to solve dry skin problems, and often they are not suitable for all skin types. You can make your own lotion with the help of homemade ingredients. Heat the honey, butter and canoe juice with a weight.
Then cool and whisk well and mix it with glycerin and any lotion and use it well. Make fresh fruits and raw vegetables a part of your daily diet. Eat coconut and drink coconut water and use a standard glycerin soap.
Sardio mein jild ka khushk hona aur hath paon ka phatna 1 aam si baat hai. Khushk jild ke masail ke hal ke liye lotion aur cold creams par bohat sa paisa kharch hota ha aur aksar auqaat wo har tarah ki jild ke liye mozoo bhi nahi hote. Aap gharelu ajza ki madad se khud lotion tayyar kar sakti hein. Shehad, makhan aur orange juice ko hum wazan lekar garam kar lein.
Phir thanda kar ke achi tarah phent lein aur is mein glycerine aur koi bhi lotin mila kar achi tarah phent kar istemal karein, is ke ilawa pani ka istemal ziyada se ziyada karein. Fresh fruits aur raw vegetabels ko apni roz mara ghiza ka hissa banayen. Nariyal khayen aur nariyal ka pani piyen aur koi mayari glycerine soap istemal karein.
No comments:
Post a Comment