How To Remove Wrinkles From Face Homemade
Nobody wants wrinkles on their face before they get older. Clean, transparent and beautiful skin is what everyone desires. But because of lack of diet and beauty, you start to look old before you age. The wrinkles fall due to the elasticity of the skin. Sun rays, smoking, pollution, excess grease on the skin and weight loss are major causes for wrinkles.
You can naturally get rid of wrinkles by taking care of your skin and using the following treatments.
First of all you need to improve your diet and skin hygiene.
Massage the affected area with olive oil. It has the ability to repair broken cells within the skin.
Ginger is very good for health. You can use ginger with honey or you can also drink ginger tea.
Banana is also good for skin health. Grind the two bananas and apply on the face where necessary and leave for half an hour, then rinse the face with warm water and apply a moisturizer.
Desi Totkay For Wrinkles In Urdu
Burhapay se pehle koi bhi apnay chehre pr jhuriyan nahi chahta. Saaf shaffaf aur khoobsurat jild sab ki khuwahish hoti ha. Lekin ghiza aur khoobsurti ka khayal na rakhne ki waja se aap ki umar se pehle hi aap boorhay dikhai dene lagte hein. Jild ki lachak khatam hone ki waja se wrinkles par jati hein. Sooraj ki kirnein, smoking, pollution, jild par izafi chiknai aur yakdam weight loss jhurriyan parne ki bari wajoohat hein.
Aap qudrati tor par jhurriyon se chutkara hasil kar sakte hein apni jild ki dekh bhaal kar ke aur mundarja zel ilaj ka istemal karte huway.
Sab se pehle aap ko apni khoorak aur jild ki safai ko behtar banane ki zaroorat hai.
Zaitoon ke tail ki madad se mutasira hisse par massage karein. Zaitoon ke tail ke andar jild ke toote hue cells ko theek karne ki salahiyat mojood hotiha.
Adrak sehat ke liye bohat faidamand ha aur aap adrak k sath shehad istemal kar sakte hein ya aap adrak ki chaye bhi pee sakte hein.
Kaila bhi jild ki sehat ke liye bohat acha ha. 2 pakay huway kailon ko pees kar in ka paste bana lein aur jahan zaroori ho is paste ko lagayen aur aadhay ghante ke liye chor dein phir neem garam pani ki madad se chehra dho lein aur moisturizer laga lein.

No comments:
Post a Comment