Tips For Skin Whitening

Tips For Skin Whitening

Skin color is usually due to the cells found in it. But most are climatic conditions and climates. Sun rays also damage the skin, which can cause darkening of the skin. Environmental pollution and dry skin also cause a change in complexion.
If your skin is not genetically black, then a few homemade tips can help improve the color of the skin.

Milk: Milk contains a high amount of calcium. Calcium is a very important part of our body which, in addition to other benefits, helps improve complexion. Calcium is found in the upper skin of the body, which is a major contributor to darkening of the skin. Milk eliminates calcium deficiency in the body as well as relieves dryness. Experts say use a bowl of milk and dip a cloth in it and rub it on the skin. Repeat this process when dry. Repeating this process for a week after bathing will give a noticeable difference in skin color.

Yogurt: Lactic acid naturally provides energy to the skin. Lactic acid deficiency slows down the removal of dead skin cells. The use of yogurt is very useful in reducing lactic acid deficiency. It is also simple to use, apply it on the skin as needed and wash with fresh water after 15-20 minutes.

Rang Gora Karne Ke Totke

rang gora karne ke totke

Jild ki rangat aam tor is mein paye jane walay cells ki waja se hoti ha. Lekin ziyada tar misami halat aur aab o hawa ha. Sun rays bhi skin ko nuqsan pohanchati hein jis se jild ki rangat siyah par sakti ha. Maholyati aaloodgi aur khushk jild bhi rangat mein tabdeeli ka bai's ha.
Agr aap ki jild genetically siyah nahi to chand 1 gharelu totke se jild ki rangat ko nikhara ja sakta ha.

Doodh:
Doodh mein calcium ki kaseer tadad hoti ha. Calcium hamare jism ka bohat ahem juzz ha jo deegar fawaid ke sath sath rangat behtar banane mein bhi madadgar ha. Jism ke upari jild mein calcium ki kafi miqdar pai jati ha jis ki kami jild ko siyah karne mein ahem kirdar ada karti ha. Doodh jism mein calcium ki kami ko door karne ke sath sath khushki bhi door karta ha. Istemal ke baray mein mahireen ka kehna ha ke 1 kator doodh lekar 1 kapra is mein dip karein aur jild par ragrein, dry hone par doobara ye amal dohrayen. 1 hafta tak ghusal ke baad ye amal dohrane se jild ki rangat mein wazeh faraq mehsoos karengay.

Dahi:
Lactic acid qudrati tor par jild ko tawanai faraham karta ha. Lactic acid ki kami jild ke murday cells ko hatane ki raftar sust kardeti ha. Lactic acid ki kami poori karne ke liye dahi ka istemal nihayat mufeed ha. Iska istemal bhi sada ha hasb e zaroorat dahi lekar jild par iska lap karein aur 15 se 20 minte ke baad taza pani se dho lein.

No comments:

Post a Comment