Dengue Preventive Measures
A person who is diagnosed with dengue virus should only eat paracetamol tablet, two tablets in the morning two tablets in the afternoon and two tablets at night so that the fever will break down, dengue is a virus. The virus simply has to be controlled so that it does not weaken the immune system. No medicine to control or eliminate the virus has been discovered till date. Often, fake doctors prescribe anti-malarial drugs to a dengue patient, which is even more harmful. You just have to give the dengue sufferer a lightweight diet, such as bread with tea or milk, to avoid harsh dieting so that there is no internal bleeding, etc. Remember that internal bleeding is a virus is one of the signs of deterioration.
Because the virus is dropping platelets in your blood, making it difficult to stop the blood from anywhere. Papaya juice and apple juice are beneficial for increasing platelets.
The number of platelets in a normal human is 150000 to 450000 units, while in the dengue affected person these units go up to 10,000, which increases the risk of death.
Dengue Awareness In Urdu
Jis shakhs ko dengue virus ki tashkhees ho jaye to wo sirf paracetamol tablet 2 tablets subah 2 tablets dupehar aur 2 tablets night mein khaye takay bukhar ka zor toot'ta rahe dengue 1 virus ha ye apni muddat 7 se 14 din ke andar hi jata ha tab tak aap ne is virus ko bus control karna ha takay ye quwat e mudafiat ko kamzor na hone day. Is virus ko control karne ye khatam karne ki koi dawa aaj tak daryaft na ho saki. Aksar fake doctors dengue k mareez ko anti malaria medicines likh dete hein jo aur bhi nuqsan deh sabit ho jati hein. Aap ne dengue ke mutasira shakhs ko bus halki phulki ghiza deni ha jisa ke doubel roti ya sirf roti chaye ya doodh ke sath, sakht ghiza salan waghera nahi dena takay internal bleeding waghera na ho, yaad rahe ke internal bleeding hona virus ke bigar jane ki alamt mein se hai.
Kiyounke virus aap ke khoon ka platelets gira raha hota ha jis se kahi se bhi blood ko rokna mushkil ho jata ha. Platelets barhane ke liye papeete ka juice aur saib ka juice faide mand ha. 1 normal insan mein platelets ki tadad 150000 se 450000 unit huwa karti ha jabke dengue mutasira shakhs mein ye unit 10000 tak chale jata hein jis se jaan jane ka khatra barh jata ha.
Kiyounke virus aap ke khoon ka platelets gira raha hota ha jis se kahi se bhi blood ko rokna mushkil ho jata ha. Platelets barhane ke liye papeete ka juice aur saib ka juice faide mand ha. 1 normal insan mein platelets ki tadad 150000 se 450000 unit huwa karti ha jabke dengue mutasira shakhs mein ye unit 10000 tak chale jata hein jis se jaan jane ka khatra barh jata ha.
No comments:
Post a Comment