How To Remove Facial Hair Home Remedies

To get rid of unwanted facial and body hair, most women use chemical products that may seem temporarily beneficial but do not leave a good impression on human skin. With this in mind, we are sharing with you today special homemade tips for unnecessary facial and body hair that will definitely benefit you.

Make a paste by mixing sugar, lemon juice and water and apply it on unwanted body hair like wax. Wash off after 10 to 15 minutes. Do this twice a week.

Mix one tablespoon of lemon juice with 4 teaspoons of honey and apply it on unwanted hair. After 10 to 15 minutes, wash it off with water. You should also apply this mask twice a week for better results.

Put vitamin A cream equal to pea in milk, apply it on the face at night before going to bed, go to sleep and wash off in the morning. Do this for 30 days.

Ghair Zaroori Baal Khatam Karne Ka Tarika

ghair zaroori baal khatam karne ka tarika
Chehre aur jism ke ghair zaroori baal jin se chutkara pane ke lye aksar khawateen chemical se bani hui products use karti hein jo k waqti tor par faida mand nazar aati hein magar in ke asraat insani jild par apna acha asar nahi chorte. Isi baat ko madde nazar rakhte hue hum aaj aap se chehre aur jism ke ghair zaroori balon ke liye khas gharelu totke share kar rahe hein jo aap ko yaqeenan faida dengay.
Sugar, lemon juice aur pani ko mix kar 1 paste bana lein aur wax ki tarah jism k ghair zaroori balon par lagayen 10 se 15 minute baad wash kar lein ye amal aap har hafte mein 2 baar repeat karein.
1 khane k chammach lemon juice mein 4 teaspoon honey mila kar ghair zaroori balon par lagayen 10 se 15 minute k baad pani se wash kar lein. Ye mask bhi hafte mein 2 baar lagana hoga aap ko behtar nataij hasil kar ke lye.
Milk mein matar k barabar Vitamin A cream daal kar raat ko sone se pehle chehre par laga kar so jayen aur subah uth kar dho lein. 30 din tak yehi amal karien.


No comments:

Post a Comment