How To Get Rid Of Gas Immediately

 Chewing food does not cause gas.

Eat more turmeric, ginger and pepper.

Use Psyllium husk in water or milk for breakfast.

Drink water before meals and two hours after meals.

Remove stomach heaviness with lemon water daily. Gas is easily expelled. Weigh the equally cloves, celery and black salt and mix it finely and use it with half a teaspoon of water one hour after eating.


Pait Ki Gas Ka Ilaj

pait ki gas ka ilaj


Khanay ko chaba chaba kar khayen is se gas nahi hoti.
Khane mein haldi, adrak aur kali mirch ka istemal ziyada karein.
Subah nashte mein pani ya doodh mein isabgol ka chilka ghol kar istemal karein.
Khanay se qabal pani piyen aur khana khane ke 2 hours baad pani piyen.
Rozana nihar munh lemon juice se pait ka bhari pan door karein gas asani se kharij hoti hai. Kalonji,
Desi ajwain aur kala namak hum wazan lekar bareek kar ke mix kar lein aur khane ke 1 hour baad adha 
chammach pani k hamrah istemal karein.


No comments:

Post a Comment