Health Benefits Of Honey

 Berry honey is a great gift from nature for human beings.

Even today in Arabia, berry honey is considered the real honey.

Berry honey is the most powerful honey in the world.

Berry honey is used by experts in patients with paralysis, cancer and hepatitis. 

Maintains the menstrual cycle of women. Protects the face from acne.

Maintains the mental capacity of weak people. It is irresistible to brighten the complexion in a short time. It greatly increases the physical strength and power.

Protects against heart disease, controls cholesterol and keeps blood pressure normal, Berry honey reduces weight.

Increases the mental capacity of people who work hard. Berry honey is called sugar free honey and is very useful for diabetics.


Shahad Ke Fayde In Urdu

shahad ke fayde in urdu

Berry ka shehad insano ke liye qudrat ki taraf se azeem tohfa hai ye shahad insani jism ki tamam choti bari beemario ka ilaj hai aur tamam beemario ko mukammal tor par khatam karne mein madadgar sabit hota hai. Aaj bhi Arab mein beri ke shehed ko ho asal shahad tasleem kya jata hai. Berri ka shehad dunya ka taqatwar tareen shehed hai is mein mithas kam hoti hai aur zyada khane ke bawajood tabiyat par giran nahi guzarta jism mein khoon banane ke amal ko tez karta hai. Mahireen beri ka shahad falij, cancer aur hepatitis ke mareezo ko istemal karwate hein barhte bachon ki jismani zarooriyat ko poora karta hai. Khawateen ke mahana nizam ko durust rakhta hai. Chehre ko keel muhaso aur chaiyo se mehfooz rakhta hai. Zaeef afrad ki zehni salahiyat ko barqarar rakhta hai kam waqt mein rangat nikharne mein la jawab hai jismani quwat o taqat mein zabardast izafa karta hai. Amraz e qalb se mehfooz rakhta hai cholesterol control aur blood pressure normal rakhta hai, berri ka shehad weight kam karta hai. Dimaghi mehnat karne walay afrad ki dimaghi salahiyat mein izafa karta hai. Berri ka shehed sugar free honey kehlata hai aur sugar ke mareezo ke liye lajawab hai.

No comments:

Post a Comment